Breakup Status

Na mera pyaar kam hua❤️ na us ki nafrat😔,
apna apna farz🙏 tha dono ada kar gaye😔..

Hum 👦 unke kabhi 👎 nahi hote jo sab 👥 ki ho jaye..

Todna ☝ tha to sanse 😌 todkar jate,
sirf dil 💔  todkar kya mila..

Jis din ⛅ se tum 👸 mujhe chod 💔 kar gayi ho,
tabhi e life set 😌 ho gayi hai..

Exams 📝 deti hogi tumhari 👱‍  vali, meri vali 👸 to dhokha deti hai dhokha..

Aksar mohabbat ❤️️ uss makam par lejakar karti hai 💔 bewafai,
jaha khone ko kuch nahi ❌ bachta, kuch iss kadar huye hoti hai tabahi...

Kuch 🗣 baate samajhne ke liye dil ❤️️ chahiye, vo bhi tuta 💔 hua..

No comments:

Post a Comment